Google AdSense India Me Kaise Pay Karta Hai—
Google AdSense India Me Kaise Pay Karta Hai |
Google AdSense India me Kaise pay karta hai. Jyada tar logo ko yah nahi pta hai ki Google AdSense india me Kaise pay Karta hai. Google AdSense, Bloggers dwara upyog kiye jaane wala sabse lokpriya mudrikaran takniki hai. Lekin Google AdSense ke naye users ke liye Hamesha bhramit banaa rahata ha.i Ki
Google AdSense India mein Kaise pay karta hai. Aaj ham esi ke bare mein baat Karne wale Hai. Ham aapko Bata de ki Google AdSense ke dwara Ham bloggers tatha YouTube per video banane wale logo ka sabse achcha jariya hai income karne ka. Ham aapko Bata aati hai ki Google AdSense India mein aapko aapke bank account ke dwara pay karta hai. Google AdSense ke dashboard ko samajhna bahut hi aasan hai. Isko samajhne ke liye kai sahayata prist bhi maujud hai. Iske bavjud Sign UP karne, khata swikrit hone, khata pratibandh ho jane, Anukulan aur anya chijo ko lekar man me Hamesha sawal uthete rahte hai.Google AdSense kya hai? India mein Kaise pay karta hai?
Google AdSense Google dwara chalai gai Ek aisi platform hai. Jiske dwara log apni product ko paise dekar uska prachar karvate hai. Arthat koi bhi advertiser agar apni product ko promote karvana chahta hai. To vah aapko paise Na dekar Google AdSense ko deta hai. Aur Google AdSense aur usi add ko aap ki website me lagane ke liye deta hai. Agar aapke website ke dwara agar us add per click hota hai. To advertiser ki diye hue paise mein se Google AdSense aapko kuchh paisa deta hai. Asha karta hun ki aapko samajh mein a Gaya hoga. Ki Google AdSense kya hai.
Google AdSense India mein Kaise pay karta hai? Full Information Step by Step in Hindi.
Google AdSense bhartiy prakashko ko p karne ke liye wire transfer upyog karte hai. Google AdSense alag alag desho ke liye alag alag tarike se bhugtan karta hai. Google AdSense EFT, chek se aur Western Union Click Cash se bhugtan karte hai. Bharat, Pakistan, Bangladesh, Bhutan jaise desho me USA।. UK Australia jaise desho ke AdSense khate ko manjuri nahi ki jaani Chahiye. Bharat mein aisa spam aur nakali AdSense khata ka mudda hone ke Karan hai. Yah Article ko likhane ka samay (2019 January) Bharat me, Google AdSense wire transfer se bhuktan prastava hai. Google AdSense hamari kamai ko INR mein parivartan karte Hai. FIR usse bhuktan karte Hai.
Google AdSense
Google AdSense Ko Use Karte Samay Kuchh Mahatvpurn Bate.
- Google AdSense ko sign up karte samay yah check karne ki aap ke sare details sahi hai ki nahi.
- Hamaapko Bata de ki aap apni Google AdSense ki khate mein aap apna vahi naam dale jo ki aap ke bank khate mein likha ho.
- Sign up karte samay aapne jo address Diya hai. Us per AdSense ek pin bhejta hai. Yah payment se pahle Ek tarah se address verification Ki tarah kam karega. Google AdSense bahut he Street se kam karta hai.Google address dwara diye Gaye code ko aap apne AdSense account mere verify kar aaenge uske bad aap apne payment ko Apne bank account mein transfer kar sakte hain.
- Google AdSense wire transfer payment ke sath aap dusre ke khate se bhi payment manga sakte hai. A
- Google AdSense payment policy ke bare mein agar padhna chahte Hai. To aapke liye aapko Google AdSense ki official guide bhi dekh sakte hai.
- Aap diye Gaye month ki 20th tak payment performance ko update kar sakte hai.
- Aap payment ki minimum payout limit bhi set Kar sakta hai. Aur yah 100$ se jyada hona Chahiye.
- Aapsabhi ko Google AdSense ki official website ke link Di ja rahi hai agar aapko Google AdSense ki rules ke bare mein Jankari nahin Hai. Ki Google AdSense India mein kaisi pay karta hai. To aap niche diye Gaye link per click karke Google AdSense ki official website par ja sakte hai.
Click Here
Google AdSense Bharat mein check ke dwara payment karti thi. Per ab Google AdSense Puri India me wire transfer ki madad se payment karti hai. Jiska Koi alag se charge nahi lagega. Where transfer dwara bheje Gaye paise 5 se 10 dino ke antargat mil Jata hai. Wire transfer wali service dene mein saksham nahin Hai. Isliye agar aap aisi location per rahte hai. Jaha ve wire transfer wali service nahin milati Hai. To aap apne bagal ke shahar wale Bank mein Apne paise ko mangwa sakte hai. Main asha Karta Hun Ki aapko yah pata chal gaya hoga Ki Google AdSense India mein Kaise pay karta hai. Aur Google AdSense kya hai? Kaise kam karta hai.
Agar aap Sabhi Ko kisi prakar ki query ho to aap hame digitalazad99@gmail.com per mail Kare. Main aapko vishwas dilata hu ki. 24 hours ke antargat aapke question ka answer dunga.
Tags— google adsense payment
Please don't enter any spam link in the comment box.